Tuesday, March 16, 2010

Agar khus h wo meri aankho me aanshu dekh kar,khuda ksam

Zindgi kabhi muskil kabhi aasan hoti hai. Aankhon main nami hothon pe muskan hoti hai, nahi bhoolna apni muskurahat ko, kyunki isise har muskil aasan hoti hai.

Na zindagi ke liye, na dosti ke liye,
waqt rukta nahin kisi ke liye,
kadam do kadam tho sabhi chalte hain,
saath chalta nahin koi zindagi bhar ke liye.

Agar khus h wo meri aankho me aanshu dekh kar,khuda ksam hm muskrana chod denge,tadapte rhenge unko dekhne ko,par unki traf nazre uthana chod denge.

Fasleey jism ko to dour ley jatey hai
per diloo key shehar to ujar tey nahi
ankhoo sey ankhoo ka rishta tut jaye bhi to kiya...
Sath dekhey huey khwab to mit tey nahi.

Mohobbat me koi ruswa kr gya khush the akele lekin zindgi tanha kr gya jee lete hum aapke bina lekin aap bedard dil todke tukde bi sath le gye.

Kyon marate hoh bewafa sanam ke liye 2 gaj jameen nahi milegi dafan ke liye,are marana hai to maro vatan ke liye hasina bhi utar dengi duptta kafan ke liye.

Mohabbat ki saza bemisaal di usne,udas rehne ki adat daal di usne,maine jab bi apna banana chaha usko,bato bato me taal di usne.

Koi door h mujse ye gum h, magar wo apna h ye kya kam h. Chahe na ho baat to kya gum h, yaad wo karle ye kya kisi mulaqat se kam hai

Is duniya me koi kisi ka nh hota, jisko hm apna mante h vo b hmara nh hota. Kaun kiska kb dil tod de shyd dil todne vale ko zkhm ka andaja nh hota.

Chalti nai duniya kisi ke ane se,,,,
rukti nahi duniya kisi ke jane se,,,
pyar to sabko mil jata hai,,
kami ka pata chalta hai kisi ke dur jaane se


Humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
Hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
Woh chalte chalte itne door chale gaye

Bhule hai ap kuch is trah hame,ki ap ko samjhana bhi muskil ho gaya,kya pta kya khta ho gai hamse ya koi aur apke zyda kreeb ho gaya.

Kb dusro ka saath nibhate hai log, aansuon ki trah bichad jate hai log, wo jmana or tha, jab,rote the gam me gairo k, ab to apno ko rulakr muskurate hai log

Hamare jane k baad wadi-e-samandar ki rait b tumse pucha karegi,
kaha chala gaya wo dost jo tanhai me akar bas tumhara hi naam likha karta tha


Meri zindgi hi mujhe azaab lage,
aankh me ashkon ka sailaab lage.

Tere husn ka sani duniya me nahi koi,
chehra tera mujhe khilta gulaab lage.

Kya zarurat hai tumhe parde ki,
tere qesu hi sanam tera naqaab lage


Kitna bhi chaho na bhool pao gaya hume jitni door jao gaya nazdik pao gaya hume mita sakte ho to mita do yaaden meri magar kya sapno se juda kar pao gaya humhe

Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
sfar ki mjko adat si ho gai hai
nkal ke ghr se aa gya hu
lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.

Mayus mat hona ye gunah hota hai
milta whi hai jo kismat me likha hota hai

har chiz mile hume zaruri to nhi

kuch chizo ka intezar me maza hota hai..gn


Kis kadar wo chahte the hame
har pal pahloo me rahne wale
dawaa karte the marham bane ka jo
wahee jakhm gaharaa de gaye the hame


Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
hamari myyath pr tum aao ye yakeen ab kisi ko nahi

Dard se khelna sikh gaye,
hum bewafayi ko jhelna sikh gaye
ham kya bataye hame zindagi ne
kis kadar saqth bana diya,
k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!

Arzu ye nahi ki gum ka tuffan taljaye fikr to ye haike tumhara dil na bikhar jaye kabhi bi mujzako agr bhulana chaho tum darde etna dena ke mera dum nikal jaye

Jab pyar nahi hai to bata kyo nahi dete.
Kyo likha tune apni hatheli par mera naam,
ye 'word' galat hai to mita kyo nahi dete.


.kitna bhi dur jayo hume bhula na payoge zindagi ke hr mod pr hume hi payoge chahe kitna bhi msg delete karo humesha inbox mein mera hi sms payoge....

Aansu mile to pee lete hai,
aap kahe to mar jaaye ham,
aap kahe to jee lete hai,
ham to hai un phulon jaise,
jo kaanto me bhi jee lete hai.

Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
hum gaye they unko loutane k liye.
Wo kha k raham rehne diya

Tu aaja tere bager mera dil nahi lagta,
bin tere ye suna-suna jaha hai lagta,
waqt gujar jata hai lekin
har lamha muje khali-khali sa hai lagta.

Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
sfar ki mjko adat si ho gai hai
nkal ke ghr se aa gya hu
lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.

No comments: