Thursday, March 18, 2010

One day you ll Love me, the way i Love you


































Dil toot jata hai per khanak nahi hoti






Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
Sfar ki mjko adat si ho gai hai
Nkal ke ghr se aa gya hu
Lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.


Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,

Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo…


Tu aaja tere bager mera dil nahi lagta,
Bin tere ye suna-suna jaha hai lagta,
Waqt gujar jata hai lekin
Har lamha muje khali-khali sa hai lagta.


Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
Yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
Hum gaye they unko loutane k liye.
Wo kha k raham rehne diya



Aansu mile to pee lete hai,
Aap kahe to mar jaaye ham,
Aap kahe to jee lete hai,
Ham to hai un phulon jaise,
Jo kaanto me bhi jee lete hai.


Arzu ye nahi ki gum ka tuffan taljaye fikr to ye haike tumhara dil na bikhar jaye kabhi bi mujzako agr bhulana chaho tum darde etna dena ke mera dum nikal jaye




Ab to muje chahne wala koi nhi,mere uppar haq jatane wala koi nhi,aap ruthe to kisi trha apko manalunga main,pr main ruthoo kaise?Muje to manane wala koi nhi


Mayus mat hona ye gunah hota hai
Milta whi hai jo kismat me likha hota hai

Har chiz mile hume zaruri to nhi

Kuch chizo ka intezar me maza hota hai..gn



Kis kadar wo chahte the hame
Har pal pahloo me rahne wale
Dawaa karte the marham bane ka jo
Wahee jakhm gaharaa de gaye the hame






Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
Bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
Dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
Kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
Hamari myyath pr tum aao ye yakeen ab kisi ko nahi.




Dard se khelna sikh gaye,
Hum bewafayi ko jhelna sikh gaye
Ham kya bataye hame zindagi ne
Kis kadar saqth bana diya,
K maut se pehle kafan odna b sikh gaye!



Jab pyar nahi hai to bata kyo nahi dete.
Kyo likha tune apni hatheli par mera naam,
Ye 'word' galat hai to mita kyo nahi dete.


Kitna bhi dur jayo hume bhula na payoge zindagi ke hr mod pr hume hi payoge chahe kitna bhi msg delete karo humesha inbox mein mera hi sms payoge.




Darde dil tuze hua kya hai.
Aakhir es dard ki dava kya hai.
Hai gar pyar gunah to bata e khuda,
Maut se badi eski saja kya hai.


Tmhari har ek bat bewafai ki kahani hai,
Lekn teri har ek sans meri zindagi ki nishani hai,
Tm aj tak smjh nhe paye mere is pyar ko,
Mere ansu bhe tmhare liye sirf pani hai.



Meri mohbbat kya rang lai hai,
Dur dur tak bas tanhai hai,
Hum jiye to jiye kaise,
Dil me dard hai tuzse bichhadneka, wa kya teri bewafai hai..


Pal hi aisa tha ki ham inkar na kar payr,zamane ke dar se ham iqrar na kar paye,,na thi jinke bina mumkin jindagi hamari..door ho gaye hamse wo aur ham sawal na kar paye.





Taruf rog ho jaye to usko bhulna behtar.
Taluq bojh ban jaye to usko todna acha.
Woh afsana jise takmil tak lana na ho mumkin,
Use ek khubsurat mod dekar chodna achha.
O mere humnawa


Tum kya jaano tum kya samjo kaise raat bitate hai.
Jab yaad tumahari aati hai takiye ko dil se lagate hai.



Dil toot jata hai per khanak nahi hoti
Her dhadkan roti hai per palak nahi hoti
Mohabbat naamhai khuda ki bandagi ka
Aur jo sharto pe mile mohabbat nahi hoti

Tuesday, March 16, 2010

Agar khus h wo meri aankho me aanshu dekh kar,khuda ksam

Zindgi kabhi muskil kabhi aasan hoti hai. Aankhon main nami hothon pe muskan hoti hai, nahi bhoolna apni muskurahat ko, kyunki isise har muskil aasan hoti hai.

Na zindagi ke liye, na dosti ke liye,
waqt rukta nahin kisi ke liye,
kadam do kadam tho sabhi chalte hain,
saath chalta nahin koi zindagi bhar ke liye.

Agar khus h wo meri aankho me aanshu dekh kar,khuda ksam hm muskrana chod denge,tadapte rhenge unko dekhne ko,par unki traf nazre uthana chod denge.

Fasleey jism ko to dour ley jatey hai
per diloo key shehar to ujar tey nahi
ankhoo sey ankhoo ka rishta tut jaye bhi to kiya...
Sath dekhey huey khwab to mit tey nahi.

Mohobbat me koi ruswa kr gya khush the akele lekin zindgi tanha kr gya jee lete hum aapke bina lekin aap bedard dil todke tukde bi sath le gye.

Kyon marate hoh bewafa sanam ke liye 2 gaj jameen nahi milegi dafan ke liye,are marana hai to maro vatan ke liye hasina bhi utar dengi duptta kafan ke liye.

Mohabbat ki saza bemisaal di usne,udas rehne ki adat daal di usne,maine jab bi apna banana chaha usko,bato bato me taal di usne.

Koi door h mujse ye gum h, magar wo apna h ye kya kam h. Chahe na ho baat to kya gum h, yaad wo karle ye kya kisi mulaqat se kam hai

Is duniya me koi kisi ka nh hota, jisko hm apna mante h vo b hmara nh hota. Kaun kiska kb dil tod de shyd dil todne vale ko zkhm ka andaja nh hota.

Chalti nai duniya kisi ke ane se,,,,
rukti nahi duniya kisi ke jane se,,,
pyar to sabko mil jata hai,,
kami ka pata chalta hai kisi ke dur jaane se


Humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
Hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
Woh chalte chalte itne door chale gaye

Bhule hai ap kuch is trah hame,ki ap ko samjhana bhi muskil ho gaya,kya pta kya khta ho gai hamse ya koi aur apke zyda kreeb ho gaya.

Kb dusro ka saath nibhate hai log, aansuon ki trah bichad jate hai log, wo jmana or tha, jab,rote the gam me gairo k, ab to apno ko rulakr muskurate hai log

Hamare jane k baad wadi-e-samandar ki rait b tumse pucha karegi,
kaha chala gaya wo dost jo tanhai me akar bas tumhara hi naam likha karta tha


Meri zindgi hi mujhe azaab lage,
aankh me ashkon ka sailaab lage.

Tere husn ka sani duniya me nahi koi,
chehra tera mujhe khilta gulaab lage.

Kya zarurat hai tumhe parde ki,
tere qesu hi sanam tera naqaab lage


Kitna bhi chaho na bhool pao gaya hume jitni door jao gaya nazdik pao gaya hume mita sakte ho to mita do yaaden meri magar kya sapno se juda kar pao gaya humhe

Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
sfar ki mjko adat si ho gai hai
nkal ke ghr se aa gya hu
lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.

Mayus mat hona ye gunah hota hai
milta whi hai jo kismat me likha hota hai

har chiz mile hume zaruri to nhi

kuch chizo ka intezar me maza hota hai..gn


Kis kadar wo chahte the hame
har pal pahloo me rahne wale
dawaa karte the marham bane ka jo
wahee jakhm gaharaa de gaye the hame


Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
hamari myyath pr tum aao ye yakeen ab kisi ko nahi

Dard se khelna sikh gaye,
hum bewafayi ko jhelna sikh gaye
ham kya bataye hame zindagi ne
kis kadar saqth bana diya,
k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!

Arzu ye nahi ki gum ka tuffan taljaye fikr to ye haike tumhara dil na bikhar jaye kabhi bi mujzako agr bhulana chaho tum darde etna dena ke mera dum nikal jaye

Jab pyar nahi hai to bata kyo nahi dete.
Kyo likha tune apni hatheli par mera naam,
ye 'word' galat hai to mita kyo nahi dete.


.kitna bhi dur jayo hume bhula na payoge zindagi ke hr mod pr hume hi payoge chahe kitna bhi msg delete karo humesha inbox mein mera hi sms payoge....

Aansu mile to pee lete hai,
aap kahe to mar jaaye ham,
aap kahe to jee lete hai,
ham to hai un phulon jaise,
jo kaanto me bhi jee lete hai.

Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
hum gaye they unko loutane k liye.
Wo kha k raham rehne diya

Tu aaja tere bager mera dil nahi lagta,
bin tere ye suna-suna jaha hai lagta,
waqt gujar jata hai lekin
har lamha muje khali-khali sa hai lagta.

Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
sfar ki mjko adat si ho gai hai
nkal ke ghr se aa gya hu
lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.

Thursday, March 11, 2010

Teri yaad saaath hai Main kahin bhi hoo Teri yaad saaath hai

1 Main jahan raho
Main kahin bhi hoo
Teri yaad saaath hai

Kisi se kahun
Ke Nahi kahun
Yeh jo dil Ki Baat hai.....

Kehne Ko saath
Apne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saaath hai


Main jahan raho
Main kahin bhi hoo
Teri yaad saaath hai


Kahin to Dil mein yaadon ki
Ek suli gad jaati hai
Kahin har ek Tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
Koi nai duniya ke naye rango mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh maan hi maan kehta hai


Kehne Ko saath
Appne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saaath hai

Kahin to bete kal ki jade
Dil mein hi utar jaati hai
kahin jo dhage tute to
Malayen bhikar jaati
Koi dil mein jagah nai baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palko per
Yadon ke diye rakhta hai

Kehne Ko saath
Appne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saath hai ........
2.............................

सुना है लोग उसे आँख भर के देखते हैं, सो उसके शहर में कुछ दिन ठहर के देखते हैं
सुना है है रबत है उसे खराब हालों से,सो अपने आप को बरबाद कर के देखते हैं

सुना है बोलें तो बातों से फूल झडते हैं,ये बात है तो चलो बात करके देखते हैं
सुना है दिन को उसे तितलीयाँ सताती हैं,सुना है रात को जुगनू ठहर के देखते हैं


बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना भूल जाने के काबिल नहीं है.......... २
मैंने जो ज़खम खाया है दिल पर वो दिखाने के काबिल नहीं है
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना भूल जाने के काबिल नहीं है

मैंने खत लिख के उनको बुलाया, आ के काशिद ने दुखडा सुनाया........... २
उनके पाँवों में मेंहदी लगी है...............
उनके पाँवों में मेंहदी लगी है, आने जाने के काबिल नहीं है
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना............

मैंने पूछा के कल शब ( रात ) कहां थे, पहले शरमाये फिर जल के बोले............ २
आप वो बात कयों पूछते हैं
आप वो बात कयों पूछते हैं, जो बताने के काबिल नहीं है
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना

तीर ओ तलवार, तुम मत उठाओ, कयों ये करते हो बेकार ज़ेहमत............ २


जानते हैं तुमहारी कलाई
जानते हैं तुमहारी कलाई, बोझ उठाने के काबिल नहीं है
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना

मैंने जब भी की अरजे-तमनना, जुलफ की तरह बल खाके बोले......... २
ऐसे आशिक को सूली चढा दो.....
ऐसे आशिक को सूली चढा दो, रहम खाने के काबिल नहीं है
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना....
बेवफा यूँ तेरा मुसकुराना भूल जाने के काबिल नहीं है... २

3..........................
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat suniyo re
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re neenden banjar kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
nainon ki mat maaniyo re

bhala manda dekhe na paraya na saga re
nainon ko toh dasne ka chaska laga re
bhala manda dekhe na paraya na saga re
nainon ko toh dasne ka chaska laga re
nainon ka zehar nasheela re - 4
baadalon mein satrangiyan bonve
bhor talak barsaave
baadalon mein satrangiyan bonve
naina baanvra kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge -2

naina raat ko chalte chalte swargan mein le jaave
megh malhaar ke sapne dije hariyali dikhlave
naina raat ko chalte chalte swargan mein le jaave
megh malhaar ke sapne dije hariyali dikhlave
nainon ki zubaan pe bharosa nahi aata
likhad parakh na rasid na khaata
nainon ki zubaan pe bharosa nahi aata
likhad parakh na rasid na khaata saari baat hamari - 2
bin baadal barsaaye saawan saawan bin barsaata
bin baadal barsaaye saawan naina baanwara kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat suniyo re
naina thag lenge
jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re neenden banjar kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge -2

4....................
Palkon Pe Reh Gaye
Jaise Mere Sapne Bikhar Ke
Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko )- 2
Anamika Tu Bhi Tarse, Meri Bheegi Bheegi Si
Par Mere Pyar Ke Badle Mein Toone, Mujhko Yeh Din Dikhlaya
Jaise Birha Ki Rut Maine Kaati Tadapke, Aahen Bhar Bharke,
Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko
Anamika Tu Bhi Tarse, Meri Bheegi Bheegi Si
Mujhe Kya Hua Tha Ek Bewafaa Pe
Hai Mujhe Kyon Pyaar Aaya
Teri Bewafaai Pe Hanse Jag Saara, Gali Gali Guzre Jidharse
Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko
Anamika Tu Bhi Tarse, Meri Bheegi Bheegi Si
Palkon Pe Reh Gaye
Jaise Mere Sapne Bikhar Ke, Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko
Anamika Tu Bhi Tarse, Meri Bheegi Bheegi Si
5...............................
सुनते हैं ....
सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से............2
सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
एक रोज़ तुम्हें मांग के देखेंगे खुदा से.............2
सुनते हैं ....

दुनिया भी मिली है गम ऐ दुनिया भी मिला है,.........2
वो क्यूँ नहीं मिलता जिसे माँगा था खुदा से...........2
सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
एक रोज़ तुम्हें मांग के देखेंगे खुदा से...

आईने में वो अपनी अदा देख रहे है,................2
मर जाये के जी जाये कोई कोई उनकी बला से.........2
सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
एक रोज़ तुम्हें मांग के देखेंगे खुदा से
सुनते हैं ....
6....................................................
Kyun Koi Paas Hai, Door Hai
Kyun Koi Jaane Na , Koi Yahan Pe
Aa Raha Paas Ya Door Mein
Ja Raha Janoo Na Mein Hu Kahan Pe

Yeh Doorian
In Raho Ki Doorian Nigahon Ki Doorian
Humraho Ki Doorian Fanna Ho Sabhi Doorian

Yeh Doorian Yeh Doorian
Yeh Doorian Aa….

Kabhi Huwa Yeh Bhi, Khali Rahon Pe Bhi
Tu Tha Mere Saath ,
Kabhi Tujhe Milke, Lauta Mere Dil
Yeh Khali Khali Haath
Yeh Bhi Huwa Kabhi, Jaise Huwa Abhi
Tujko Sabhi Mein Paa Liya

Tera Mujhe
Kar Jathi Hai Doorian Satathi Hai Doorian
Tarsathi Hai Doorian Fanna Ho Sabhi Doorian

Kaha Bhi Na Mein Ne, Nahin Jeena Mein Ne
Tu Jo Na Mila
Tujhe Bhule Se Bhi, Bola Na Mein Yeh Bhi
Chahu Fasala
Bas Fasala Rahe Banke Kasak Jo Kahe
Ho Aur Chahat Yeh Jawan

Teri Meri
Mit Jani Hai Doorian Begani Hai Doorian
Haat Jani Hai Doorian Fanna Ho Sabhi Doorian

Kyun Koi Paas Hai, Door Hai
Kyun Koi Jaane Na , Koi Yahan Pe
Aa Raha Paas Ya Door Mein
Ja Raha Janoo Na Mein Hu Kahan Pe

Yeh Doorian
In Raho Ki Doorian Nigahon Ki Doorian
Humraho Ki Doorian Fanna Ho Sabhi Doorian